Diwali diyo se manaye pathkho se nahin.

Diwali bs aane wali hi thi lagbhag.hafta mushkil se bccha tha.Monu ke ghar mei bhi saaf safai aur rangai putai jaise kaam shuru hogye.Monu ke pita ek rickshaw chalak hai aur khub mehnat krke apne ghar ka kharch chlate hai. Iss baar monu ne apne pita se naye kapade or patakho ki farmaish ki.Monu ke pita usse nirash nhi krne chahte isly monu ke pita din raat rickshaw chala kar paise jodhne lage apne baccho ki khwaish jo puri karni thi kaafi dino ki mehnat ke baad monu ke pita ne paise jodh liye aur apne bacche ke liye naye kapade or pathake kharid liye,halaki vo khud wahi pichale saal wala kurta pehne wale the aur uski patni wahi purani saari. Monu ke pita ne apne bacho ko patakhe diye aur apne kamo mei vyasta ho gayi. patakho mei khamiya hone ke karan patakho ki ek thaili mei aag lag gyi, aag monu k kapdo tak pahunch gayi aur monu ki tatkal mrityu ho gayi. khushio se bhara mahol, mayusi mei badal gaya. seerat -apni khushio mei itna mat khoye ki apne baCho ka hi dhyan rakhna bhul jayien.

Article written by

Result icon